gunahgar to rahmat ko munh dikha na sakaShayari By 12 Nov 2020 12:39:55 AMShergunahgar to rahmat ko munh dikha na saka jo be-gunah tha wo bhi nazar mila na saka Continue Reading... Share on:
mahsus bhi ho jae to hota nahin bayanShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermahsus bhi ho jae to hota nahin bayan nazuk sa hai jo farq gunah o sawab mein Continue Reading... Share on:
gunahon se hamein raghbat na thi magar ya rabShayari By 16 Nov 2020 09:55:18 PMShergunahon se hamein raghbat na thi magar ya rab teri nigah-e-karam ko bhi munh dikhana tha o lord, i was not drawn to sinning all the time how else could i confront your mercy so sublime [...] Continue Reading... Share on:
mere gunah ziyaada hain ya teri rahmatShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermere gunah ziyaada hain ya teri rahmat karim tu hi bata de hisab kar ke mujhe whether my sins are greater of your mercy pray? my lord take account and tell me this today [...] Continue Reading... Share on:
teri baKHshish ke bharose pe KHataen ki hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherteri bakhshish ke bharose pe khataen ki hain teri rahmat ke sahaare ne gunahgar kiya Continue Reading... Share on:
dekha to sab ke sar pe gunahon ka bojh thaShayari By 07 Nov 2020 12:20:06 PMSherdekha to sab ke sar pe gunahon ka bojh tha khush the tamam nekiyan dariya mein dal kar Continue Reading... Share on: